Azaan ke baad Assalaatu Wassalaamu Alayka Ya Rasoolallah Kehna Kaisa Hai*02
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*👉 post 018 ✔️*
*📝SAWAL-:*
*📇 Azaan ke baad Assalaatu Wassalaamu Alayka Ya Rasoolallah Kehna Kaisa Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Imaam Alaauddeen Haskafi Wafaat 1088 Kitab Durre Mukhtaar Me Farmate Hain Ke Azaan Ke Baad Salaat O Salaam Bhejna Rabee'ul Aakhir 781 Hijri Ko Peer Ki Raat Isha Ke Waqt Me Shuru Huwa Phir Jumah Ki Azaan Ke Baad Salaat Kahi Gayi Phir 10 Baras Baad 791 Me Maghrib Ke Siwa Sab Azaano Ke Baad Aur Phir Maghrib Me Bhi 2 Baar Kehna Shuru Huwa Ye Un Bid'ato (Nayi Paydawaar Ko Baato) Me Se Shari'at Ki Nigaah Me Mustahabb (behtar) Hai Ya'ni Jiska Karna Sawaab Magar Na Karna Gunaah Nahi*
*📚 Fataawa Razwiya 26/503*
*📚 Durre Mukhtaar 1/111 Juma ka bayaan*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment