Posts

Showing posts from May, 2020

Musibat ke Waqt Azan Me kami Karna Mamnuh Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 Musibat Ke Waqt ,Andhi, Aag Hawa Ki Zaydati Ke Waqt Azan Me Kami Karna Mamnuh Hai 🥀* Masla  Kya Farmate Hai : Ulma E Deen Muftiyan E Sharah Matin Is Masla Zail Me Ke 1 Musibat Ke Waqt Yani Andhi, Aag, Hawa Ki Zaydati Ke Waqt Aur Qabar Ke Pass Azan Dete Waqt  Haya Al Salat Wa Haya AL Falah Ki Jagah Ya Dafeh Al Balah, Ya Dafeh Al Wahab Kahna Jaiz Hai Ya Nahi ?Ya Azan Mukmal Karne Ke Bad Mazkura Alfaaz Ki Zaydati Kar Sakte Hai Ya Nahi ? Al Jawaab Azan Ke 15 Kalme Huzur ﷺ Se Mutwatir Taur Par Manqul Hai. Ulma Ke Nazdik Is Me Kami Aur Zayadati Mamnuh Hai. Bidaya Al Sanah Jild 1 Me Hai : فھر علی الکیفیۃ المعھعدۃ المنواترۃ من غیر زیادۃولا تقصان عندعامۃ العما (۱ ۔ ۳۶۵) Azan Kis Tarah Di Jati Hai Yeh Sabko Malum Hai, Mutwatir Tariqa Par Is Me Kuch Kami Ya Zayadati Nahi Karni Chaiye, Yahi Ulma Ka Qaul Hai , Chahe To 5 Waqta Namaz Ho Ya Dafeh Bala Wagera Ke Liye. Alamgiri Me Safah 65 Me Hai : Ulma Farmate Hai : Nau Maulud Ke Kaan Me Azan Dene Wala Bhi Iska Lih...

Waba Me Azan ki Sharai Haisiyat

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 वबा में अज़ान की शरई हैसियत 🥀* ➡हज़रते अनस बिन मालिक رضي الله عنه‎‎ से रिवायत है कि हुज़ूर “ﷺ” ने इरशाद फ़रमाया  "اِذَا اَذَّنَ فِیْ قَرِیَةٍ اٰمَنَھَا اللہُ مِنْ عَذَابِهٖ فِیْ ذٰلِكَ الْیَوْمِ" तर्जमा:- *जब किसी बस्ती में अज़ान दी जाए तो अल्लाह तआला उस दिन उसे अपने अज़ाब से अमन दे देता है।* 📚अल मोअजमुल कबीर मुरवियात ए अन्स बिन मालीक, जिल्द 1, सफ़ा 257, हदीस 746 📚फ़तावा रज़वीया, जिल्द 5 *आला हज़रत رضي الله عنه‎‎ फ़रमाते हैं कि वबा के जमाने में अज़ान देना मुस्तहब है।* 📚फ़तावा रज़वीया, जिल्द 5, सफ़ा 370 📚बहार ए शरीअत, जिल्द 1, हिस्सा 3, सफ़ा 466 क्योंकि इस वबा की वजह से ख़ौफ़ व हरास फैला हुआ है जिसकी वजह से अवाम भी परेशान है और घबराहट का शिकार नज़र आ रही है। इन हालात में भी अज़ान सुकून ए क़ल्ब और ख़ौफ़ व हरास दूर करने का सबब है। ➡अबु नईम व इब्ने असाकर हज़रते अबु हुरैरा رضي الله عنه‎‎ से रिवायत करते हैं कि हुज़ूर “ﷺ” ने इरशाद फ़रमाया:-  نَزَلَ آدَمُ بِالْھِندِ فَاسْتَوْحَشَ فَنَزَلَ جِبْرَئِیْلُ عَلَیْه الصَّلَاۃُ وَالسَّلَام فَنَادیٰ بِالْاَذَاَنِ तर्जमा:- *जब हज़रत आदम ...

Kya Musibat Ke Liye Azan Dena Bidaat Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 KYA MUSIBAT KE LIYE AZAAN DENA BIDDAT HAI 🥀* MUSIBAT OR PARESHANI ME AZAN DENE KA SUBOOT AHLE NAJIS WAHABI KI KITAB SE NAAM NEHAD MUSALMAN JO ASAL ME WAHABI DEVBANDI YAHOOD KE AGENT HAI OR INKA KAAM HAI MUSALMANO KE HAR ACCHE OR MUSTAHAB AMAL PAR AITRAAZ KARNA OR BHOLI BHAALI AWAAM KO GUMRAH KARNA JAISA KE APNI AADAT KE MUTABIK AAJ KAL JO CRONA VIRUS SE NIJAAT KE LIYE HAM MUSALMAN AHLE SUNNAT WAL JAMMAT APNE GHAR GHAR ME AZAAN DE RAHE HAI JAISA KI MUSIBAT KE WAQT AZAN DENE KA HUKM HAME ALLAH KE PYAARE RASOOL SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM NE DIYA HAI TO YE WAHABI DEVBANDI YAHOOD O NASAARA KE AGENT KAHTE FIRRHE KI AZAN TO SIRF 5 WAQT NAMAZ KE LIYE DENEA SABIT HAI YE SB BIDDAT O HARAM HAI OR BIDDAT KA FATWA DE RAHE HAI  OR BHOLI BHAALI AWAAM SE AZAAN DENE KI DALEEL MANG RAHE HAI TO AIYE ISKI DALEEL HAM SBSE PAHLE WAHABIO KE GHAR KI KITABON SE DIKHAATE HAI YE HAI WAHABI ANGREZO KE AGENT VICTORIAN AHLE HAGEESO KE BAHUT BADE AALIM JISKA NAAM HAI *NAWAB SIDDIQUE HAS...